Bikaner ki dukaan ke liye team hire kar rahe hain. Apna role chunein aur form bharein — 5 minute.
Neeche paanch kaam hain. Jo aapko aata hai uspar kaala button dabayein — form khul jaayega.
Saaman sambhalna, cash, staff ke saath kaam
Customer se baat, sales, product ki jaankari
Online customer se chat, WhatsApp aur Instagram par jawab
Script writing, photography, videography, basic editing
Hisaab-kitaab, billing, GST aur roz ka cash
Samajh nahi aa raha kaunsa chunein? WhatsApp par humse poochein →
Apna naam, number, address aur kuch sawaalon ke jawab. Sach likhein — wahi dekha jaata hai. Padhai ya English ki tension na lein.
Aapke jawab seedhe dukaan ke malik ke paas jaate hain. Beech mein koi nahi, na koi fees.
Theek lagne par hum isi number par call karenge aur aapko aapke kaam ke WhatsApp group mein jod denge.