Sawal 5 / 8
Ek customer baar-baar wahi simple sawal pooch raha hai product ke baare mein. Aap us situation ko kaise handle karenge?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 6 / 8
Aapko lagta hai achha salesman banne ke liye sabse zaruri cheez kya hai?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 7 / 8
Kabhi aisa hua hai ki customer ke saath bahas/tension hui ho? Aapne kaise handle kiya?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 8 / 8
Rajputi poshak, lehenga, odhni ke fabric ke prakar (jaise georgette, silk, bandhani, cotton) ke baare mein aapko kitni jaankari hai? Thoda batayein.
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.