Sawal 5 / 8
Ek customer roz chat par nayi-nayi photo maangta rehta hai lekin order kabhi nahi karta. Aap use kaise handle karenge?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 6 / 8
Aapke hisaab se chat par customer se baat karte waqt sabse zaruri baat kya hai?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 7 / 8
Aapne pehle kabhi online ya chat par customer se baat ki hai? Kahan, aur kya kaam tha?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 8 / 8
Practical test: ek customer ne Instagram par likha — "yeh lehenga kitne ka hai aur delivery kitne din mein ho jayegi?" Aap uska reply exactly kaise likhenge? Wahi likh kar dikhayein.
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.