Sawal 5 / 8
Ek din aap late pahunche the dukaan. Manager ne pucha "kya hua?" — aap kya jawab denge?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 6 / 8
Agar aapse kaam mein koi galti ho jaaye, aap use kaise handle karte hain?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 7 / 8
Aapne pehle kahin kaam kiya hai? Wahan kya karte the aur kyu chhoda?
Jitna detail mein likhenge, utna achha. Ek-do line se zyada likhein.
Sawal 8 / 8
Koi bhi bhaari ya nazuk saaman handle karne ka pehle se experience hai? Thoda batayein.